- Advertisement -
HomeकविताJang Abhi Baki

Jang Abhi Baki

Jang Abhi Baki Hai|पति से परेशान पत्नी का अंतिम निर्णय

 

Jang Abhi Baaki – Jahan samaaj mein ek taraf kaha jaata hai ki, mahilaon ko devi swarup mana jata hai. Wahin dushri taraf jabhi mauka mile to, purushon dwara apmanit karne mein koi kasar nahin chhoda jata hai.

Isi dard ko nimnawat kavita mein byan kiya gaya hai. To aaiye is kavita ke bhav se rubru huwa jay.

Doston, is purush pradhan desh mein bada hi mushkil hota hai, jab ek patni apne pairo par khada hokar swabhiman se jina chahti hai .

galat ko galat aur sahi ko sahi  bolne ki himmat karti hai.Tab jante hai, yah samaaj, yani manbadhe purush, apni patniyon par atyachaar karate hain.

Wah mahila isliye apna pura Jivan us bebhichari purush ke saath bita deti hai, ki log kya kahenge? Parantu kaise pati ke sath jivan bitane ki sochti  hai .is kavita Men nimnwat hai

Kavita

Jang abhi Baki hai yaron.

Jang abhi Baki hai

Baharwalon se nipatna aasan hai.

  Gharwalo se kaise nipten.

  Bahar walo se ladna aasan hai.

Ghar walo se kaise laden

Baat abhi Baki hai

Jang……………,

 

 

Umar pachas ki ho gai.

Bachche bhi hai,

Waqt se jujhti,

Hatash Hun main,

Log Kya khenge?

Prashn chinh hai.

Prantu ,ab roj roj ke

Chik chik se ub chunki Hun mai,

Apno se laden to kaise laden

Aaas abhi Baki hai.

Jang abhi……….

Pati se pareshan patni ka antim nirnay.

Imthaan mein hamesha paas hui

Mehnat rang lai.

Aaj apne pairon pr khadi hoon

Jimmedariyan liye adi  hoon

Kabhi uf tak nhin Kiya .

Bs hamesha muskurate rahin hoon

Fir bhi is purush Pradhan desh men

Main main hoon tu tu hai

Sunte rhi hoo bhut huwa,

ab naa koi behas hogi

Ab na koi tark hoga ,

ab na koi shart hogi.

Mere raste alag honge.

Tumre raste bhi alag honge.

Chhat bhi ek hoga par room alag honge.

Quki Jang abhi Baki h yaron.

Jang abhi baki  hai …….

Shaayad waqt ke saath samay badal jaayega

Waqt ke saath samay gujar jaayega

Har pal intajar Kiya

Prantu o din ab nhi aaiyega.

Ab sirf Jang hi Jang hain

 Ab bas, jivan ke aakhiri pal Baki hain

Aakhiri pal Baki hai

Aakhiri pal Baaki hai॰॰॰॰॰॰

कविता                                                                         

जंग अभी बाकी है यारों ,

जंग अभी बाकी है I

बाहर वालों से निपटना आसान है,

घर वालों से कैसे निपटें?

बाहर वालों से लड़ना आसान है,

घर वालों से कैसे लडे़?

बात अभी बाकी है l

जंग अभी बाकी है यारों 

       जंग अभी बाकी है ।.…………

 

उम्र पचा की होई,

बच्चे भी हैं !

वक्त से जुझती हतास हूँ मैं,

लोग क्या कहेंगे? प्रश्न चिन्ह है I

परंतु अब रोज रोज के,

चिक -चिक से उब चुकी हूं मैं I

अपनों से लडे़ तो कैसे  लडे?

क्योंकि आश अभी बाकी है I

जंग अभी बाकी है यारों 

जंग अभी बाकी है ।…………

 

परेशान पत्नी का अंतिम निर्णय 

 

इम्तिहान में हमेशा पास हुई, 

मेहनत रंग लाईl

आज अपने पैरों पर खड़ी हूं ,

जिम्मेदारियां लिए अड़ी  हूं I

कभी उफ तक नहीं किया,

हमेशा मुस्कुराते रही हूँ I

फिर भी इस पुरुष प्रधान देश में ,

मैं मैं हूँ,  तू तू  है,

सुनते रही हूँ , बहुत  हुl

ब ना कोई तर्क होगा I

अब ना कोई शर्त होगी,   

मेरे रास्ते अलग होंगे I

तुम्हारे रास्ते भी अलग होंगे I

छत भी एक होगा,

पर रूम अलग होंगे I न कोई बहस होगी

क्योंकि जंग अभी बाकी है यारों  

जंग अभी बाकी है ।

अभी………….

 

.शायद वक्त के साथ समय बदल जाएगा,

वक्त के साथ समय गुजर जाएगा I

हर पल इंतजार किया ,

परंतु अब ओ दिन नहीं आएगा I

अब सिर्फ जंग ही जंग है I

अब बस,  जीवन के आखिरी पल बाकी है I

आखिरी पल बाकी है  I

जंग अभी बाकी है यारों 

जंग अभी बाकी है I ..………..

Note :naari teri yahin kahani,  yugon yugon se sabne jani .नारी तेरी यहीं कहानी योगों युगों से सबने जानी 

धन्यवाद पाठको ,रचना -कृष्णावती कुमारी

 

FAQ:

 

 

Yah bhi pdhen:

1.मांग का सिंदूर

2.krishi kanoon news in hindi

3.pradhanmantri yojana kya hain

- Advertisement -
- Advertisement -

Stay Connected

604FansLike
2,458FollowersFollow
133,000SubscribersSubscribe

Must Read

- Advertisement -

Related Blogs

- Advertisement -

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here